ABOUT IMAGE: Yah image aapko Tour and Travels or Car Rental, ka acha banner design karne ke liye di gayi hai. Agar aap bhi internet par tour and travels poster kaise banaye ya high-quality 4K wedding car booking background free download karne ke baare mein search kar rahe hain, toh aap bilkul sahi jagah aaye hain. JituSikar.Online par aapko full high-quality ke premium editing backgrounds milte hain jinhe download karke aap apne travels business ka ek shaandar prachar poster bana sakte hain. Is background ke andar alag-alag luxury or vip cars ki real photos pehle se add hain jo customer ko service ke baare mein saaf jaankari-bharosa deti hain.
नीचे दिए गए डाउनलोड बटन से आप Tour and travels poster background बैनर बैकग्राउंड फ्री डाउनलोड कर सकते हैं।
| Designed by | Jitu Sikar |
|---|---|
| Image Owner | Jitu Sikar |
| File Type | JPG |
| File Size | 5.5 MB |
| Resolution | 1280 × 1280 |
Copyright ©️ Jitu Sikar (You can use this file copyright free in all your social media platforms and YouTube videos. But you cannot use it on your website.)
Your download will start in... 5s
- Travels aur taxi service ka poster banate samay background ko humesha multi-color rakhe taaki gaadiyon ki photos aur text door se saaf chamke.
- Banner par sabse upar cone mein owner ka naam, जैसे प्रो. श्याम कुमार, aur apna chalu booking mobile number bold fonts mein zaroor add kre.
- Banner ke upar apni travels agency ka naam sabse bade or ache fonts mein red color ke sath white stroke mein likhe, jaise maine "श्याम टूर एंड ट्रेवल्स" को highlight kiya hai.
- Travels ke naam ke theek niche ek alag hard blue rang ki unique pati banakar apna sahi pata, जैसे सरकारी स्कूल के पास, saaf-saaf likhe taaki local customers ko aane mein aasani ho.
- Poster ke center mein alag-alag cars (jaise Sedan, SUV) ki ek saaf lineup photo lagayein, jisse banner poori tarah se authentic or acha lage.
- Gaadiyon ke theek niche customer ka trust badhane ke liye black font mein ek main line zaroor add karein— "हमारे यहां सभी प्रकार की गाड़ी 24 घंटे गाड़ी उपलब्ध है।"
- Sabse niche ek alag red color ki pati banakar apna main note bold white aksharon mein likhe, jaise— "नोट - किसी भी शुभ अवसर पर गाड़ी हेतु संपर्क करें।"
- Agar aapko mobile se aisi achi quality ki editing karna nhi aata, toh aap hamare Poster Maker Tool ki madad se aasani se free mein design kar sakte hain.
आपको इस Tour and Travels background इमेज को डाउनलोड कर लेने के बाद इस पर अपने ट्रेवल्स का नाम, owner का नाम, चालू बुकिंग मोबाइल नंबर और अपना पूरा पता इत्यादि लिखना है। इसके लिए आप यहाँ
Click Here
पर क्लिक कीजिए। इसके बाद आपके सामने एक नया interface खुलकर आएगा, जहाँ आप डाउनलोड किए गए बैकग्राउंड को सेलेक्ट करके अपने बिजनेस के अनुसार नाम, नंबर और एड्रेस आदि आसानी से एडिट करके बैनर सेव कर सकते हैं।
अगर आप एडिट करना या नाम-पता लिखना नहीं जानते हैं, तो यूट्यूब पर हमारे चैनल JituSikar.online को सर्च करें और किसी भी पोस्टर बैनर वाली वीडियो को देखकर यह सब आसानी से सीख सकते हैं।
धन्यवाद! By Jitu Sikar
- Poster Maker Tool: Click Here
- Background Remover: Click Here
- Passport Size Photo Maker: Click Here
- All Id Card Maker: Click Here
- All Tools: Click Here