ABOUT IMAGE: Yah image aapko DJ Sound aur Pickup Vehicle booking business ka acha banner design karne ke liye di gayi hai. Agar aap bhi internet par DJ poster kaise banaye ya high-quality 4K DJ sound system background free download karne ke baare mein search kar rahe hain, toh aap bilkul sahi jagah aaye hain. JituSikar.Online par aapko full 4K HD quality ke premium editing backgrounds milte hain jinhe download karke aap apne business ko ek naya brand look de sakte hain. Is background ke andar heavy speakers, dynamic lighting setups aur professional DJ pickup truck ki real photos pehle se add hain jo poster ko bahut aakarshak banati hain.
नीचे दिए गए डाउनलोड बटन से आप DJ poster background design template बैनर बैकग्राउंड फ्री डाउनलोड कर सकते हैं।
| Designed by | Jitu Sikar |
|---|---|
| Image Owner | Jitu Sikar |
| File Type | JPG |
| File Size | 1.9 MB |
| Resolution | 1550 × 1280 |
Copyright ©️ Jitu Sikar (You can use this file copyright free in all your social media platforms and YouTube videos. But you cannot use it on your website.)
Your download will start in... 5s
- DJ sound aur prachar poster ka ye design maine chmkila blue aur pink color mix gradient background par banaya hai taaki saari photos aur details ekdam saaf-saaf chamke.
- Banner ke upar apne DJ system ka naam sabse bade aur bold fonts mein hard blue color ke sath white stroke mein likhe, jaise maine "VIP श्याम डीजे एंड फ्लोर सिस्टम" को highlight kiya hai.
- DJ ke naam ke theek niche ek red color ki unique pati banakar apna sahi aur pura pata, जैसे अजीतगढ़ जुगलपुरा जमनाडी अजमेरी, likhe taaki customers ko koi dikkat na ho.
- Poster ke center mein badi DJ pickup vehicle ki photo lagaye aur side mein apni services ka clear note dalein, jaise "शादी विवाह में डी.जे. व गाड़ी बुकिंग के लिए सम्पर्क करें।"
- Iske sath hi setup ki details zaroor add karein, jaise— "Single Trust, 4x4 Dj, शुभ अवसर पर बुकिंग के लिए संपर्क करें" jisse customer ko aapki capability yani kya kya saman aap rkhte hai ka saaf pata chal sake.
- Poster ke right corner mein owner ki ek saaf photo set karein aur sabse niche yellow pati par unka naam, जैसे प्रो. शेर सिंह शेखावत, aur chalu mobile number bold black aksharon mein likhein.
- Agar aapko mobile se aisi achi quality ki editing karna nhi aata, toh aap hamare Poster Maker Tool ki madad se aasani se free mein design kar sakte hain.
आपको इस DJ Poster background इमेज को डाउनलोड कर लेने के बाद इस पर अपने डीजे का नाम, प्रोप्राइटर का नाम, बुकिंग मोबाइल नंबर, अपनी खुद की फोटो और अपना पूरा पता इत्यादि लिखना है। इसके लिए आप यहाँ
Click Here
पर क्लिक कीजिए। इसके बाद आपके सामने एक नया interface खुलकर आएगा, जहाँ आप डाउनलोड किए गए बैकग्राउंड को सेलेक्ट करके अपने बिजनेस के अनुसार नाम, नंबर, एड्रेस और फोटो आसानी से एडिट करके बैनर सेव कर सकते हैं।
अगर आप एडिट करना या नाम-पता लिखना नहीं जानते हैं, तो यूट्यूब पर हमारे चैनल JituSikar.online को सर्च करें और किसी भी पोस्टर बैनर वाली वीडियो को देखकर यह सब आसानी से सीख सकते हैं।
धन्यवाद! By Jitu Sikar
- Poster Maker Tool: Click Here
- Background Remover: Click Here
- Passport Size Photo Maker: Click Here
- All Id Card Maker: Click Here
- All Tools: Click Here
Vivek berwal
ReplyDelete