ABOUT IMAGE: Yah image aapko Studio ke liye ek flex banner aur visiting card background ke roop mein di gayi hai. Agar aap bhi internet par photography shop, video shooting business, ya digital studio banner design HD template free download karne ke liye search kar rahe hain, toh aap bilkul sahi jagah aaye hain. JituSikar.Online par aapko local services aur tech shops ke liye full high quality premium backgrounds milte hain jinhe download karke aap apne mobile se poster makar tool app ki madad se ek behtareen poster design kar sakte hain. Is background ke andar modern colourful neon lights, high DSLR cameras, drone graphics, aur creative frame layouts pehle se di gyi hain jo aapki shop marketing ko super look dete hain.
नीचे दिए गए डाउनलोड बटन से आप Balaji Digital Studio Flex Banner background design HD template free download kar sakte hain.
File Details:
• Designed by: Jitu Sikar
• Image Owner: Jitu Sikar
• File Type: Webp / Ultra HD Banner
• Resolution: 1280 × 1280 (High Quality)
• File Size: 120.2 KB
Copyright ©️ Jitu Sikar (You can use this file copyright free in all your social media platforms and YouTube videos. But you cannot use it on your website.)
Your download will start in... 5s
- Studio ka banner banate samay background ko humesha thoda colourful aur modern bright colors wala rakhein taaki photography ka creative look saaf nazar aaye.
- Poster me sabse upar corners par proprietors ya dukan ke mukhya sadasyo ke naam likhein, jaise maine left me "Pro. Vikram Nehra" aur right me "Pro. Jitu Banna" ko green neon glow ke sath likha hai.
- Dukan ka main title sabse bada aur attractive gradient font me hona chahiye, jaise "बालाजी डिजिटल स्टूडियो" ko red, white aur blue multi-stroke ke sath highlight kiya gaya hai.
- Bich me ek premium rounded dark blue color ka main text block add karein, jisme apni services (जैसे शादी पार्टी व उत्सवों में डिजिटल फोटोग्राफी, वीडियोग्राफी क्रेन, ड्रोन, प्लाजा, LED वॉल की बुकिंग) ko clean white font me set karein.
- Grahako ko visual experience dene ke liye niche professional equipment ki high-quality transparent PNG images zaroor set karein, jaise center me high-tech drone aur dono taraf Nikon va Canon DSLR cameras adjust kiye gaye hain.
- Sabse niche ek dark black solid bar shape banakar usme apna pura address (जैसे पता :- प्रीतमुरी कांवट) aur active contact numbers ko bold yellow aur white contrast me set karein.
1. Maine sabse pahle canvas par ek digital background liya jisme jike uper mene kai sare elements set kiya.
2. Iske baad center me text ache se padhne ke liye ek high opacity dark blue capsule shape round type ka element draw kiya aur us par purple decorative lines lagayi.
3. Studio jaisa bnane ke liye niche graphics floor par transparent shadow apply karke left me Nikon camera, right me Canon camera aur center me photography drone ki PNG images ko properly balance kiya.
4. Right side me camera ke peeche realistic feel dene ke liye do blank sky overlay add kiye.
5. Last me content frame ko frame boundary dene ke liye top corners par green font texture bars aur sabse niche contact details ke liye ek bold black horizontal background strip overlay karke HD me save kar liya.
आपको इस Studio banner background इमेज को डाउनलोड कर लेने के बाद इस पर अपने स्टूडियो के अनुसार नाम, प्रोपराइटर का नाम, मोबाइल नंबर और अपना पूरा पता इत्यादि लिखना है। इसके लिए आप यहाँ
Click Here
पर क्लिक कीजिए। इसके बाद आपके सामने एक नया interface खुलकर आएगा, जहाँ आप डाउनलोड किए गए बैकग्राउंड को सेलेक्ट करके अपने अनुसार नाम, फोटो, नंबर और एड्रेस आदि आसानी से एडिट करके कार्ड सेव कर सकते हैं।
अगर आप एडिट करना या नाम-पता लिखना नहीं जानते हैं, तो यूट्यूब पर हमारे चैनल JituSikar.online को सर्च करें और किसी भी पोस्टर बैनर वाली वीडियो को देखकर यह सब आसानी से सीख सकते हैं।
धन्यवाद! By Jitu Sikar
- Poster Maker Tool: Click Here
- Background Remover: Click Here
- Passport Size Photo Maker: Click Here
- All Id Card Maker: Click Here
- All Tools: Click Here