Type Here to Get Search Results !

Premium Shadi Card Background: Mobile Se Shadi Ka Card Kaise Banaye?

13
Premium shaadi card background design template

ABOUT IMAGE: Yah image aapko Shadi ka Patrika (शादी का कार्ड) aur digital wedding invitation card design karne ke liye ek premium background ke roop mein di gayi hai. Agar aap bhi internet par premium shadi card background free download karne ya mobile se shadi ka card kaise banaye eske baare mein full jaankari search kar rahe hain, toh aap bilkul sahi jagah aaye hain. JituSikar.Online par aapko full high-quality ke premium editing backgrounds milte hain jinhe download karke aap apne parivar ya doston ke liye ek beautiful royal invitation card bana sakte hain. Is background ke andar creative corner floral borders, pehle se add hain jo card ko ekdam sanskari aur traditional look dete hain.

नीचे दिए गए डाउनलोड बटन से आप Premium shaadi card background बैनर बैकग्राउंड फ्री डाउनलोड कर सकते हैं।

Designed by Jitu Sikar
Image Owner Jitu Sikar
File Type JPG
File Size 3.9 MB
Resolution 2700 × 1280
Licence:

Copyright ©️ Jitu Sikar (You can use this file copyright free in all your social media platforms and YouTube videos. But you cannot use it on your website.)

Your download will start in... 5s

Shadi Card Banane ki Tips:
  • Shadi ka digital card banate samay background ko hamesha light paper texture par rakhe taaki likha hua har ek akshar ekdam saaf aur sundar dikhe.
  • Card par sabsbe upar mangal shuruat ke liye ganes ji ka logo aur shubh vivah shloka (vratatunda mahakaya...) ko chote aur stylish fonts mein zaroor add kare.
  • Dulha aur dulhan ka naam pure card par sabsbe bade or bold hindi fonts mein maroon color mein likhein, jaise maine "सौ. कां. सुनीता" aur "चि. सोनू" को highlight kiya hai.
  • Dono ke mata-pita, dadi-dada aur unke mool nivas (jaise कांवट सीकर राजस्थान) ki details ko dhyan se bina kisi spelling ki galti kiye hue proper line gaps ke sath set kare.
  • Vaivahik karyakram wale section mein shadi ki sahi tareekh aur din (jaise दिनांक 28 सोमवार मई 2026) ko ek alag stylish frame ya green ache fonts mein bold highlight karein taaki rishtedaro ki nazar sabse pehle date par jaye.
  • Prati-bhoj or panigrahan sanskar ki full jaankari karykram box ke theek niche chote aur clean fonts mein add karein.
  • Card ke sabsbe niche utrakankshi mein parivar ke mukhiya ka naam (जैसे राजू सिंह जी), ghar ka pura pata aur parivar ke chalu mobile numbers bold blue color mein likhe taaki koi bhi aapse direct contact kar sake.
  • Agar aapko mobile se aisi achi quality ki editing karna nhi aata, toh aap hamare Poster Maker Tool ki madad se aasani se free mein design kar sakte hain.
Note:

आपको इस Premium Shadi Card background इमेज को डाउनलोड कर लेने के बाद इस पर अपने परिवार के अनुसार दूल्हा-दुल्हन का नाम, माता-पिता का नाम, शादी की तारीख, प्रीतिभोज का समय, निमंत्रक का नाम और अपना पूरा पता इत्यादि लिखना है। इसके लिए आप यहाँ Click Here पर क्लिक कीजिए। इसके बाद आपके सामने एक नया interface खुलकर आएगा, जहाँ आप डाउनलोड किए गए बैकग्राउंड को सेलेक्ट करके अपने अनुसार नाम, नंबर और एड्रेस आदि आसानी से एडिट करके कार्ड सेव कर सकते हैं।

अगर आप एडिट करना या नाम-पता लिखना नहीं जानते हैं, तो यूट्यूब पर हमारे चैनल JituSikar.online को सर्च करें और किसी भी पोस्टर बैनर वाली वीडियो को देखकर यह सब आसानी से सीख सकते हैं।

धन्यवाद! By Jitu Sikar

Our Best Digital Tools:
  1. Poster Maker Tool: Click Here
  2. Background Remover: Click Here
  3. Passport Size Photo Maker: Click Here
  4. All Id Card Maker: Click Here
  5. All Tools: Click Here

Post a Comment

13 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.