ABOUT IMAGE: Yah image aapko Shadi ka Patrika (शादी का कार्ड) aur digital wedding invitation card design karne ke liye ek premium background ke roop mein di gayi hai. Agar aap bhi internet par premium shadi card background free download karne ya mobile se shadi ka card kaise banaye eske baare mein full jaankari search kar rahe hain, toh aap bilkul sahi jagah aaye hain. JituSikar.Online par aapko full high-quality ke ache editing backgrounds milte hain jinhe download karke aap apne parivar ya doston ke liye ek beautiful royal invitation card aur status bana sakte hain. Is background ke andar creative grid layout, lord ganesha image, bhopu, dholak png aur premium wavy shapes pehle se add hain jo card ko ekdam royal look dete hain.
नीचे दिए गए डाउनलोड बटन से आप wedding poster background बैनर बैकग्राउंड फ्री डाउनलोड कर सकते हैं।
| Designed by | Jitu Sikar |
|---|---|
| Image Owner | Jitu Sikar |
| File Type | JPG |
| File Size | 159 KB |
| Resolution | 1020 × 1280 |
Copyright ©️ Jitu Sikar (You can use this file copyright free in all your social media platforms and YouTube videos. But you cannot use it on your website.)
Your download will start in... 5s
- Shadi ka digital invitation card banate samay background ko hamesha light or clean background rkhe taaki likha hua har ek font ekdam saaf chamke.
- Card par sabse upar center mein shubh mangal shuruat ke liye 3D style mein Lord Ganesha aur swastik ka logo zaroor set kare.
- Dono parivaron ka gotra sabse upar bold fonts mein likhe, jaise maine dono taraf bada-bada "सैनी" dikhaya hai.
- Dulha aur dulhan ka naam gotra ke theek niche bade aur stylish font me likhe, jaise maine "चि.विकास" aur "चि.सौ.कां.सायली" naamon ko dikhaya hai.
- Dono ke mata-pita aur unke mool nivas (जैसे ठिकाना चौमू जयपुर और ठिकाना चांदपोल जयपुर) ki full details ko dhyan se bina kisi spelling mistake ke ekdam line gaps ke sath set kare.
- Center mein stylish bold or ache font ka use karke "शुभ-विवाह" set kare aur dono taraf dholak aur bhopu ki png lagaye.
- Vaivahik karyakram wale section mein shadi ki sahi tareekh, din aur muhurat ka samay (जैसे दिनांक : 10 जून 2026 सोमवार) saaf fonts mein bold highlight kare.
- Vivah sthal ko alag se highlight karne ke liye niche sundar fonts ka use kare aur uske andar venue ka naam, pin code aur mobile number (जैसे विशाली मैरिज गार्डन, विशाली नगर चांदपोल मेट्रो स्टेशन के पास 303245) bold aksharon mein khol kar likhe.
- Agar aapko mobile se aisi achi quality ki editing karna nhi aata, toh aap hamare Poster Maker Tool ki madad se aasani se free mein design kar sakte hain.
Maine sabse pahle ek white plain background liya aur uske baad uski ek fix square size set ki. Fir uske uper 2 stylish shapes add kiya jaisa ki aapko poster me dikh raha hai, ek red curve shape uper aur ek dark red strip niche set ki. Iske baad dholak aur bhopu (शहनाई) ki premium photo images lekar unka bg remove kiya aur unhe png banakar card par sahi jagah add kiya. Fir uper ki taraf dono taraf ladki aur ladke wale ka gotra saaf aksharon mein likha aur dulha-dulhan ke naam set kiye. Last mein center mein stylish digital fonts se "शुभ-विवाह" aur baki ki saari details add karke is pure poster ko full HD me save kiya.
आपको इस Premium Shadi Card background इमेज को डाउनलोड कर लेने के बाद इस पर अपने परिवार के अनुसार दूल्हा-दुल्हन का नाम, माता-पिता का नाम, शादी की तारीख, विवाह स्थल का नाम और अपना पूरा पता इत्यादि लिखना है। इसके लिए आप यहाँ
Click Here
पर क्लिक कीजिए। इसके बाद आपके सामने एक नया interface खुलकर आएगा, जहाँ आप डाउनलोड किए गए बैकग्राउंड को सेलेक्ट करके अपने अनुसार नाम, नंबर और एड्रेस आदि आसानी से एडिट करके कार्ड सेव कर सकते हैं।
अगर आप एडिट करना या नाम-पता लिखना नहीं जानते हैं, तो यूट्यूब पर हमारे चैनल JituSikar.online को सर्च करें और किसी भी पोस्टर बैनर वाली वीडियो को देखकर यह सब आसानी से सीख सकते हैं।
धन्यवाद! By Jitu Sikar
- Poster Maker Tool: Click Here
- Background Remover: Click Here
- Passport Size Photo Maker: Click Here
- All Id Card Maker: Click Here
- All Tools: Click Here