ABOUT IMAGE: Yah image aapko Shadi ka Patrika (शादी का कार्ड) aur digital wedding invitation card design karne ke liye ek premium background ke roop mein di gayi hai. Agar aap bhi internet par premium shadi card background free download karne ya mobile se shadi ka card kaise banaye eske baare mein full jaankari search kar rahe hain, toh aap bilkul sahi jagah aaye hain. JituSikar.Online par aapko full high-quality ke premium editing backgrounds milte hain jinhe download karke aap apne parivar ya doston ke liye ek beautiful royal invitation card aur status bana sakte hain. Is background ke andar creative corner floral borders, Vintage textures aur ne hanging lanterns pehle se add hain jo card ko ekdam royal look dete hain.
नीचे दिए गए डाउनलोड बटन से आप Shadi ka Patrika बैनर बैकग्राउंड फ्री डाउनलोड कर सकते हैं।
| Designed by | Jitu Sikar |
|---|---|
| Image Owner | Jitu Sikar |
| File Type | Webp |
| File Size | 59.5 KB |
| Resolution | 912 × 1280 |
Copyright ©️ Jitu Sikar (You can use this file copyright free in all your social media platforms and YouTube videos. But you cannot use it on your website.)
Your download will start in... 5s
- Shadi ka digital invitation card banate samay background ko hamesha light or clen paper texture par rakhein taaki dark brown aur red akshar ekdam saaf dikhe.
- Card par sabse upar shubh mangal shuruat ke liye chote aur stylish fonts mein "!! श्री गणेशाय नमः !!" ka text zaroor add kare.
- Dulha aur dulhan ka naam pure card par sabse bade aur bold hindi fonts mein apne hisab se ya dark brown color mein likhe, jaise maine "कुलदीप" aur "सीमा" naam ko likha hai.
- Dono namo ke theek beech mein ek chota red heart "संग" logo zaroor lagaye aur niche center mein stylish digital bhasa mein "शुभ-विवाह" set kare.
- Dulha-dulhan ke mata-pita aur unke mool nivas (जैसे ठि.सीकर, जि.सीकर और ठि.जयपुर, जि.जयपुर) ki full details ko dhyan se bina kisi spelling mistake ke proper line gap ke sath set kar.
- Vaivahik karyakram wale box me shadi ki sahi tarikh, din aur muhurat ka samay (जैसे सोमवार दिनांक 10 जून 2027 समय 11:15 बजे) saaf fonts mein bold me likhe.
- Vivah sthal ko alag se dikhane ke liye niche ek dark maroon design box ka use kare aur uske andar venue ka naam, pura pata aur mobile number (जैसे त्रिपाठी हॉल, जयपुर रोड, विद्याधर नगर, मुरलीपुरा - 337890) bold aksharon mein likh.
- Agar aapko mobile se aisi achi quality ki editing karna nhi aata, toh aap hamare Poster Maker Tool ki madad se aasani se free mein design kar sakte hain.
आपको इस Premium Shadi Card background इमेज को डाउनलोड कर लेने के बाद इस पर अपने परिवार के अनुसार दूल्हा-दुल्हन का नाम, माता-पिता का नाम, शादी की तारीख, प्रीतिभोज का समय, विवाह स्थल का नाम और अपना पूरा पता इत्यादि लिखना है। इसके लिए आप यहाँ
Click Here
पर क्लिक कीजिए। इसके बाद आपके सामने एक नया interface खुलकर आएगा, जहाँ आप डाउनलोड किए गए बैकग्राउंड को सेलेक्ट करके अपने अनुसार नाम, नंबर और एड्रेस आदि आसानी से एडिट करके कार्ड सेव कर सकते हैं।
अगर आप एडिट करना या नाम-पता लिखना नहीं जानते हैं, तो यूट्यूब पर हमारे चैनल JituSikar.online को सर्च करें और किसी भी पोस्टर बैनर वाली वीडियो को देखकर यह सब आसानी से सीख सकते हैं।
धन्यवाद! By Jitu Sikar
- Poster Maker Tool: Click Here
- Background Remover: Click Here
- Passport Size Photo Maker: Click Here
- All Id Card Maker: Click Here
- All Tools: Click Here